Roman script

kya haal sunaaye dil ka tumhe 

kya haal sunaaye dil ka tumhe

aabaad bhi hai barbaad bhi hai 

aabaad bhi hai barbaad bhi hai

tum jaane lage yeh rone laga 

tum jaane lage yeh rone laga

par yaad nahi par yaad bhi hai

par yaad nahi par yaad bhi hai

kya haal sunaaye dil ka tumhe 

kya haal sunaaye dil ka tumhe

aabaad bhi hai barbaad bhi hai

hans hans ke mohabbat kehti hai 

hans hans ke mohabbat kehti hai

mujh mein hi judaai rehti hai 

mujh mein hi judaai rehti hai 

kismat ka yaha tha afsaana 

kismat ka yaha tha afsaana

kuch bhool gaye kuch yaad bhi hai 

kuch bhool gaye kuch yaad bhi hai

kya haal sunaaye dil ka tumhe

aabaad bhi hai barbaad bhi hai 

aabaad bhi hai barbaad bhi hai

yaad aaane lagi to aati gayi 

yaad aaane lagi to aati gayi 

jo bhool gaya to bhool gaya 

jo bhool gaya to bhool gaya 

duniyaa ke jhamelo se yeh dil 

duniyaa ke jhamelo se yeh dil

aazad nahi aazad bhi hai 

aazad nahi aazad bhi hai

Explore this song