Roman script

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

bada kathin hai pyar nibhana, aisa kyu kahte hai log

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

bada kathin hai pyar nibhana, aisa kyu kahte hai log

yu to pyar sabhi karte, lekin nibhate hai kuchh log

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

pyar chhubhan hai, pyar agan hai

pyar chhubhan hai, pyar agan hai, aisa sab kyu kahta hai 

sunte hai do pal ki khusi, me ansu umar bhar bahta hai

ho pyar samarpan hai pyar hai pooja

pyar ke rang sa rang na duja

pyar me do aasu bahe bhi to kya hai

pyar ki barkha ka pana maja hai

lekin pyar kiya nahi jata, ye to hota hai sanjog

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

kya hai pyar batao na, dil ka chain ya dil ka rog

achha to kuch or batao, pyar me kaya kya hota hai

pyar kisi se ho jaye to, kaise baiya wo hota hai

pyar hai wo kaisa jo karne pada baiya

najro se padhte hai dil ki jubaa

pyar ki dunia to sabse juda hai, pyar se mehka ye sara jaha 

samjh gayi mai pyar ka matlab, kyu ye kahte hai sab log

yu to pyar sabhi karte, lekin nibhate hai kuchh log

yu to pyar sabhi karte hai, lekin nibhate hai kuchh log

pyar se dunia  pyar se khusiya, phir bhi isko kahte rog

Explore this song