Roman script

mohabbat mein kitne hai betaab hum

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

aapse hi sajna chudi payal kangana

aapse hi sajna chudi payal kangana

aapse hi mere pyar ka ye gehna 

kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka

kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka

mohabbat mein kitne hai betaab hum

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka

mohabbat mein kitne hai betaab hum

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

hum kitne tanha the, ek suna lamha the

hum kitne tanha the, ek suna lamha the 

tum jo mile to har dhadkan mein aawaz aayi

jannat payi o saajna o saajna

aapse hi saanse, aapse hi dhadkan

aapse hi chaahat, aapse hi bandhan 

tu hi nisha meri manjil ka, kya dard hai meri mushkil ka

mohabbat mein kitne hai betaab hum

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

hum tumpe marte hai, ishk tumhe karte hai

tum ne dikhaye kitne hi sapne

kitne hi arma bhul naa jaana o saajna o saajna 

keh rahi hai aankhe naa kate ab raate

keh rahi hai bindiya o re chhupi hai nindiya 

aashik hu tere main is dil ka, kya dard hai meri mushkil ka

mohabbat mein kitne hai betaab hum

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam

tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam 

tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam 

kya bataye sanam, kya bataye sanam, kya bataye sanam

Explore this song