Roman script

kya dil ne kaha 

kya dil ne kaha, kya tumne suna

palke jhuki hai saanse ruki hai, koi hame pukare

anjani raahe thame hai baahe

ham hi nahi hamare oh yara

kya dil ne kaha, kya tumne suna

kya dil ne kaha, kya tumne suna

milate bichhadte yu chalte chalte, ham ho gaye tumhare

kaisa asar hai ham bekhabar hai

badle hai ye sitare oh yara

kya dil ne kaha, kya tumne suna 

kya dil ne kaha, kya tumne suna

tanha tanha jite the, khud se baate karte the

tum sa koi mil jayega, dil pe likhte rehte the

tanha tanha jite the, khud se baate karte the

tum sa koi mil jayega, dil pe likhte rehte the

dil pe ye likhte rehte the

najare churana lage suhana, bali umar hai jana

oh yara kya dil ne kaha, kya tumne suna

jo dil ne kaha ha maine suna

oh mai to bhanwra hu sorry, kaliyo ki karta chori

bandhe kyun prit ki dori, rehne de thodi duri

mai to bhanwra hu sorry, kaliyo ki karta chori

baandhe kyun prit ki dori, rehne de thodi duri

rehne de thodi si duri

are teri to jane maine hai baandhe

saato janam ke dhage

oh yara kya dil ne kaha, kya tumne suna

jo dil ne kaha, ha maine suna

palke jhuki hai saanse ruki hai, koi hame pukare

anjani raahe thame hai baahe, ham hi nahi hamare

oh yara kya dil ne kaha, kya tumne suna

jo dil ne kaha ha maine suna

Explore this song