Roman script

sapna, sapna kya dharti kya aasma 

kya dharti kya aasma janeman tu hogi jahan

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga sapna, sapna

kya dard dil me jgaya hai betab mujhko bnaya hai

tere hasin khayalo ne kitna mujhe tadpaya hai

agar mili tu lajmi to main bataunga

kya dharti kya aasma janeman tu hogi jahan

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga sapna, sapna

tu ek hazaro lakho me duba main teri aankho me

hai tu basi meri yado me khushbu hai teri sanso me

tujhko palko ke jharokhe me chhupaunga

kya dharti kya aasma janeman tu hogi jahan

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga sapna, sapna

kehna hai jo meri jaa keh de sine me kya arma keh de

main jaan tujh pe lutaunga ek bar bas tu haan keh de

hai ye wada tujhko dulhan main banaunga

kya dharti kya aasma janeman tu hogi jaha

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga

kya dharti kya aasma janeman tu hogi jahan

tujhko dhund ke launga dil me tujhe basaunga

sapna i love you, sapna i love you

Explore this song