Roman script

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

hey kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

duniya ke bazar me sab chalta hai yaar 

duniya ke bazar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

jisko milega mauka de jayega wo dhokha 

bachna hai to nikal ja banke hawa ka jhonka 

mehfil me dosto ki khatra hai dushmano ka 

mehfil me dosto ki khatra hai dushmano ka 

accha kya bura kya khara kya khota kya 

tera kya mera kya iska kya uska kya 

kiska hai yahan pe koi atbaar 

kiska hai yahan pe koi atbaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

ye husn bhi deewana ye ishk bhi dewana

dhadkan kahe dilo ki sun le na ye zamana 

parde ki baat hai ye parda nahi uthana 

parde ki baat hai ye parda nahi uthana 

dekha hai suna hai socha hai jana hai 

dil n e jo kaha hai humne wo mana hai 

koi hai shikari koi hai shikaar 

koi hai shikari koi hai shikaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

are jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

duniya ke bazar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar 

jung me aur pyar me sab chalta hai yaar

Explore this song