Roman script

kya chiz hai mohabbat 
kya chiz hai mohabbat mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat 
kya chiz hai mohabbat mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat 
aaps me pahle pahle milti hai jab nigahe
milti hai jab nigahe
ban ban ke jab fasana aati hai lab pe aahe
aati hai lab pe aahe aise me dil ki halat
aise me dil ki halat 
koi mere dil se puche, koi mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat
jab zindagi ki rate aati hai zindagi me
jab apne dil se bate hoti hai chandani me
hoti hai chandani me
us chandani ki kimat, us chandani ki kimat 
koi mere dil se puche, koi mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat
jab dil ki dhadkano se hote hai rag paida
dil dil se milke jis dam karta hai aag paida
karta hai aag paida
un do dilo ki kismat, un do dilo ki kismat 
koi mere dil se puche, koi mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat
kya chiz hai mohabbat mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche
kya chiz hai mohabbat

Song details

Song video

Watch on YouTube