Roman script

kya cheez hai mhobbat kya cheez hai mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche 
kya cheez hai mohabbat
kya cheez hai mohabbat kya cheez hai mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche 
kya cheez hai mohabbat
aapas me pahle pahle milti hai jab nigaahe 
milti hai jab nigaahe 
ban ban ke fasana aati hai lab pe aahe 
aati hai lab pe aahe 
aise me dil ki halat ho ho ho ho ho 
aise me dil ki halat 
koi mere dil se puche mere dil se puche 
kya cheez hai mohabbat
jab zindagi ki raate aati hai zindgi me 
jab apne dil se baate hoti hai chandni me 
hoti hai chandni me 
us chandni ki kimat ho ho ho ho ho 
us chandni ki kimat
koi mere dil se puche mere dil se puche 
kya cheez hai mohabbat
jab dil ki dhadkano se hote hai rang paida 
dil dil se milke jis dum karta hai aag paida
karta hai aag paida 
un do dilo ki kismat ho ho ho ho ho 
un do dilo ki kismat 
koi mere dil se puche mere dil se puchhe
kya cheez hai mohabbat 
kya cheez hai mohabbat kya cheez hai mohabbat
koi mere dil se puche mere dil se puche 
kya cheez hai mohabbat

Song details

Song video

Watch on YouTube