Roman script

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

ae shama teri lau par, parwana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya baat hui 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

uljhe huye gesu to 

uljhe huye gesu to, suljhate hain sab lekin 

takdeer ki julfo ko, suljhana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

ae shama teri lau par, parwana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya baat hui 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

duniya me mohabbat ko

duniya me mohabbat ko

samjha na koi ab tak

smjha jo koi usko, smjhana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya  

ae shama teri lau par, parwana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya baat hui 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

is dil ke tadpane ki 

is dil ke tadpane ki, duniya ko khabar kya ho 

jis dl ko tadpakr bhi, tadpana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya 

ae shama teri lau par, parwana nahi aaya 

diwana nahi aaya 

kya baat hui 

kya bat hui ab tak, diwana nahi aaya

Explore this song