Roman script

kusur aapka, huzur aapka 

mera naam lijiye na mere baap ka

kusur aapka, huzur aapka 

mera naam lijiye na mere baap ka

left right, left right, right left turn

left right, left right, about turn

mard hoke chhokri se maat kha gaye

kaho kaise dhokhe me janab aa gaye

ek pehle apna misaj kijiye

asptaal jaaiye ilaaj kijiye

dimag chal gaya hai 

dimag chal gaya hai jarur aapka

mera naam lijiye na mere baap ka

kusur aapka, huzur aapka 

mera naam lijiye na mere baap ka

pasina to pochhiye kapdo ko thamiye

fati fati aankho se hamko na taakiye

maana huzur kahi mai galiz hai

aap koi chiz hai to mai bhi koi chiz hai

mizaz kaho kaisa

mizaz kaho kaisa hai janab aapka

mera naam lijiye na mere baap ka

kusur aapka, huzur aapka 

mera naam lijiye na mere baap ka

left right, left right, about turn

Explore this song