Roman script

uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma 

dil ne tujhe pukara yara, uf yuma

haye dil ho gaya tumhara yara, uf yuma

o dil ne tujhe pukara yara, uf yuma

o dil ho gaya tumhara yara, uf yuma

kurbaan tujhpe wai wai

meri jaan tujhpe wai wai

imaan tujhpe wai wai yara, uf yuma

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

aashiq hu tera jani, main bhi teri diwani

dil tujhko de diya hai, ye teri meharbani

o aashiq hu tera jani, main bhi teri diwani

dil tujhko de diya hai, ye teri meharbani

tamam umar ka rishta nibhane wala

bade nasib se milta hai chahne wala

pyar me l l la

pyar ne l l la

jane kya kar diya

har ghadi dil kahe o piya o piya

har ghadi dil kahe o piya o piya

kurbaan tujhpe wai wai

meri jaan tujhpe wai wai

imaan tujhpe wai wai yara, uf yuma

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

tu hai to har khushi hai, tu meri bandgi hai

jabse mile hai hum tum, duniya nayi nayi hai

o tu hai to har khushi hai, tu meri bandgi hai

jabse mile hai hum tum, duniya nayi nayi hai

teri wafa me aisa kaam kar diya maine

ke dil ki basti tere naam kar diya maine

tu hanse l l la

to hanse l l la jaise sara jahan

teri aankho me hai mere dono jahan

teri aankho me hai mere dono jahan

kurbaan tujhpe wai wai

meri jaan tujhpe wai wai

imaan tujhpe wai wai yara, uf yuma

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

o dil ne tujhe pukara yara, uf yuma

haye dil ho gaya tumhara yara, uf yuma

kurbaan tujhpe wai wai

meri jaan tujhpe wai wai

imaan tujhpe wai wai yara, uf yuma

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma 

uf yuma uf yuma uf yuma

Explore this song