Roman script

kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti

khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti

kambakht ye dil hi to, har ek gum ki wazah hain

gar dil hi na hota to, koi baat na hoti

khwabo me bhi phir unse mulakaat na hoti

jine ka hunar aata, na marne ka salika

jine ka hunar aata, na marne ka salika

jo itani hasin ishq ki, shuruaat na hoti

khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti

saanso me na chandan hain

na palko pe na sitaare

saanso me na chandan hain

na palko pe na sitaare

tere bina phulo ki ye, barsaat na hoti

tere bina phulo ki ye, barsaat na hoti

khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti

kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti

khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti

Explore this song