Roman script
kuchh kasme hai jawan kuchh wade hai hasin kuchh kasme hai jawan kuchh wade hai hasin kaisa hai yeh asar jadu hai dekho har kahi kuch dil mein pyas hai aur tu bhi pas hai woh jhuk kar aasman lagta hai chume yeh zamin kuchh kasme hai jawan jab kahi chalte hai yeh pyar ki hawa yeh dil wahi panchhi banke udta hai aur kya hota hai is pyar mein bata yeh ishq ka tufan kaise thamata hai chhayi bekhudi yeh kaisi dilkashi chahat ki har ada kitni dekho hai shabnami kuch dil mein pyas hai dil hi to samje hai jo dil ki hai juban na samja hai na samjhega jaha dub ke mohabbat mein kuch to payenge sahil pe moti hote hain kaha kuch rishte hai naye kuch batein ankahi barish hai pyar ki bhigegi aaj dil ki zamin kuch kasme hai jawan, kuch kasme hai jawan kuch wade hai hasin, kuch wade hai hasin kaisa hai yeh asar jadu hai dekho har kahi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Aankhen (2002)
- Composer: Jatin Lalit, Aadesh Shrivastava
- Lyricist: Prasun Joshi
- Lyricist: Praveen Bharadwaj
- Lyricist: Nitin Raikwar
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Sushmita Sen
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Aroon Bakshi
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Kashmira Shah
- Actor: Bipasha Basu
- Actor: Malvika Singh
- Actor: Shreyas Talpade
- Actor: Daya Shanker Pandey
- Actor: Paresh Ganatra
- Actor: Depesh Shah
- Actor: Ashok Banilla
- Actor: Ravinder Chowdhury
- Actor: Amit Thakur
- Actor: Pradeep Tawla
- Actor: Deepesh Shali
- Actor: Arun Bali
- Actor: Dharmendra Singh
Song video
singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam
actor: Arjun Rampal, Sushmita Sen
lyricist: Prasun Joshi, Praveen Bharadwaj, Nitin Raikwar