Roman script

kuch yaad dilati hai hame biti hui bate
sajanwa ha sajanwa ha ha balmwa ha ha balmwa
ye pyar bhari bate ye taro bhari rate
ye pyar bhari bate ye taro bhari rate
wo tirchhi nigaho ka milana wo churana
wo tirchhi nigaho ka milana wo churana
naino se inko roko naino se inko roko
mera masti lutana gunje se mere kano mein 
gunje se mere kano mein fir tera sunana
arman bhare dil ki wo bekar si bate
ye pyar bhari bate ye taro bhari rate
sajanwa ha sajanwa ha ha 
balmwa ha ha balmwa ha ha balmwa
ye pyar bhari bate ye taro bhari rate 
wo masti bhari raat wo mastani jawani
kuch dil ke sandese kuch dil ke sandese
nigaho ki jubani ha dil ke dhadkane se 
dil ke dhadkane se hui khatm kahani
tab ishk pukara tab ishk pukara
ke hui husn ki baate 
ye pyar bhari bate taro bhari rate
jauban kasam lelo ye jauban hai pani
jauban kasam lelo ye jauban hai pani
kis van ki kasam lelo  
kis van ki kasam lelo  
jo dil jubani tum ghar ke maje luto 
ye jate nahi aani ye jate nahi aani
palat ke na raate ye

Song details

Song video

Watch on YouTube