Roman script

raato ko apni palko se khwaab sajaane do khwaab sajane do

phir khaabon ko aankhon se neend churaane do

khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan

khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

kuch to hua hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua

kuch to hua hai samjho kuch samjho na

jo kadam kadam chalun tujhe hi tay karun mai

saansein bankar tujhe odh lu tu khayaal sa mila hai

jisko gin sakun mai aadato mein tujhe jod lu

tujhse roshan raate saari tujhpe hi khatam baate saari

khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan

khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

kuch to hua hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua

kuch to hua hai samjho kuch samjho na

tujhe ek baar pyaar se jo chhu sakun mai

waqt ko phir wahin rok doon

phir dil machal ke agar hadon ko bhool jaaye

dhadkano ka safar chhod  doon

tune di hai saari khushiya tu hai to hai meri duniya

khaamoshiya rakhti hai apni bhi ek zubaan

khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

kuch to huaa hai ye kya hua jo na pataa hai ye jo hua

kuch to hua hai samjho kuch samjho na

Explore this song