Roman script

kuch to ho raha hai kahi kisi ke dil me

vo jane ya na jane

ke do dilo ke milne ka mausam aaya hai

kuch to ho raha hai kahi kisi ke dil me

vo jane ya na jane

ke do dilo ke milne ka mausam aaya hai

kuch to ho raha hai koi kho raha hai

bariso me do dilo ke

bhigne bigone ka mausam aaya hai

mujhko jisse pyaar hai usko wahi khabar nahi

jiska intazar tha vo hai samne khadi

jhuti jhuti si ye bate lambi lambi si ye rate

waqt tham gaya hai ab yahi

kuch to ho raha hai kahi kisi ke dil me

vo jane ya na jane

ke do dilo ke milne ka mausam aaya hai

vo bas tham le mujhe bhar le baho me zara

apna maan le mujhe dil ki hai yahi sada

dil ka aisa haal hai kya khwab kya khayal hai

khud kisi ko hai khabar nahi

kuch to ho raha hai kahi kisi ke dil me

vo jane ya na jane

ke do dilo ke milne ka mausam aaya hai

kuch to ho raha hai kahi kisi ke dil me

vo jane ya na jane

ke do dilo ke milne ka mausam aaya hai

kuch to ho raha hai

kuch to ho raha hai kuch to ho raha hai

kuch to ho raha hai kuch to ho raha hai

kuch to kuch to kuch to ho raha ha

Explore this song