Roman script

kuch samjh nahi aaye
kuch samjh nahi aaye 
mohe is duniya ki bat 
is duniya ki bat 
kuch samjh nahi aaye 
kabhi hansaye kabhi rulaye 
kabhi banaye kabhi mitaye 
jane kya kya khel rachaye 
ye duniya gunegar ye duniya gunegar
ye duniya gunegar kuch samjh nahi aaye 
kaun kisi ke aansu punchhe 
har koi apna sukh soche
kaun kisi ke aansu punchhe 
har koi apna sukh soche
is duniya me kab deta hai 
koi kisi ka sath koi kisi ka sath
koi kisi ka sath kuch samjh nahi aaye
aye matwalo himmat walo 
dhundo na koi sahara
aye matwalo himmat walo 
dhundo na koi sahara
darhgo ko patwar bana lo 
aur naiya ko kinara
rat me hai parbhat 
andhiyare me ujiyara
andhiyare me ujiyara

Song details

Song video

Watch on YouTube