Roman script

kuch na kaho, kuch bhi na kaho

kuch na kaho, kuch bhi na kaho

kya kahna hai, kya sunna hai

mujhko pata hai, tumko pata hai

samay ka ye pal tham sa gaya hai

aur is pal mein koi nahi hai

bas ek main hu, bas ek tum ho

kuch na kaho, kuch bhi na kaho

kitne gehre halke sham ke rang hai chhalke

parvat se yu utre badal jaise aanchal dhalke

kitne gehre halke shaam ke rang hai chhalke

parvat se yu utre badal jaise aanchal dhalke

aur is pal mein koi nahi hai

bas ek main hu, bas ek tum ho

kuch na kaho, kuch bhi na kaho

kya kahna hai, kya sunna hai

mujhko pata hai, tumko pata hai

samay ka ye pal tham sa gaya hai

aur is pal main koi nahi hai

bas ek main hu, bas ek tum ho

kuch na kaho, kuch bhi na kaho

Explore this song