Roman script

kuchh kehna hai meri bhul huyi, meri baat suno o papa 

kuchh kehna hai meri bhul huyi, meri baat suno o papa 

nadan hu mai tumhe na samjha, mujhe maaf karo o papa

mujhse koyi bhul hogi na kabhi

mujhse koyi bhul hogi na kabhi

aankho me abb aansu na lana

kuchh kehna hai meri bhul huyi, meri baat suno o papa

maine bas tumhe dukh hi dukh diya 

tumne jo chaha maine na kiya

mujhko hai manjur jo bhi do saja

papa tum magar hona na khafa

sapno ka mahal pal me gir gaya

tune kya kiya mai bikhar gaya, mai bikhar gaya

dekhe jo tumne sach honge sapne

dekhe jo tumne sach honge sapne

aankho me abb aansu na lana

kuchh kehna hai meri bhul huyi, meri baat suno o papa

ruthoge jo tum dil yeh tutega, bologe na tum meraa kya hoga

tumse mai gale na milu kabhi, dil toh papa tum chao ghar ki

jindagi me jo aayi bebasi

shayad mujhme hi hai koyi kami, hai koyi kami

abb mai dunga sab manunga har bat 

abb mai dunga sab manunga har bat 

aankho me abb aansu na lana

kuchh kehna hai meri bhul huyi, meri baat suno o papa

nadan hu mai tumhe na samjha, mujhe maaf karo o papa

mujhse koyi bhul hogi na kabhi 

mujhse koyi bhul hogi na kabhi 

aankho me abb aansu na lana

kuchh kehna hai meri bhul huyi

Explore this song