Roman script

kuch kah na sake, kuch kah bhi gaye

kya yad raha, kya bhul gaye

kya yad raha, kya bhul gaye

jab unse najar do char hui

hum apni tamanna bhul gaye

hum apni tamanna bhul gaye

barbad kare ya shad kare

barbad kare ya shad kare

ye unki inayat unki khushi

ye unki inayat unki khushi

majbur hai dil ke hatho se

jo socha tha wo hone gaye

jo socha tha wo hone gaye

ye kaun kahe unse jakar

ye kaun kahe unse jakar

sadke me jara de do aakar

sadke me jara de do aakar

hum saram se apni, dil ki tumhe

ek bat batana bhul gaye

ek bat batana bhul gaye

kuch kah na sake, kuch kah bhi gaye

kya yad raha, kya bhul gaye

kya yad raha, kya bhul gaye

Explore this song