Roman script
kuch is tara dil ko mila hai sukun kuch is tara khush hai ye dil kya kahun aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar kuch is tara dil ko mila hai sukun kuch is tara khush hai ye dil kya kahun koyi vyaham na hai sanam tu meri saanso ke najdik hai ab na sahan karna hai gum jo ishq hai tera sab thik hai kuch is tara kuch is tara tu saath hai jese koyi duaa naajuk hai bada ye pal yeh sama aaja meri chaaho mei tu kho jara kuch is tara dil ko mila hai sukun kuch is tara khush hai ye dil kya kahun aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar aasaan hai ab ye safar jo bani tu meri hamsafar kuch is tara dil ko mila hai sukun kuch is tara khush hai ye dil kya kahun
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Singer: Tulsi Kumar
- Film / album: 8x10 Tasveer (2009)
- Composer: Salim Sulaiman
- Lyricist: Irfan Siddiqui
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Ayesha Takia Azmi
- Actor: Sharmila Tagore
- Actor: Javed Jaffrey
- Actor: Girish Karnad
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Benjamin Gilani
- Actor: Rushad Rana
- Actor: Utara Pawkar
Song video
singer: Mohit Chauhan, Tulsi Kumar
actor: Akshay Kumar, Ayesha Takia