Roman script

kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho

na to ab mai raha nikamma na tu rahi nikammi

ab tum ghar me baith ke pagli kiya karo aaram

aane wale ka kuch tum bhi soch ke rakho naam

ab tum ghar me baith ke pagli kiya karo aaram

arey aane wale ka kuch tum bhi soch ke rakho naam

arey kali khili to pammy kahna phul khila to shammy

kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho

achha ye to soche apna munna hoga kaisa

shakal se hoga tere jaisa akal se mere jaisa

ek naye bandhan me bandke teri meri jodi zami

kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho

chahe hum na rahe jaha me rahega koi apna

karega pura jo duniya me apna rangi sapna

pyar se tujhko kahega papa lad se mujhko mummy

kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho

na to ab mai raha nikamma na tu rahi nikammi

kuch din bad hi ban jayenge hum tum daddy mummy ho

Explore this song