Roman script
khuda ek hai ek hi uske bande to fir ye sitam kya ye bahta lahu kya kya tera kya mera hai do din basera yaha mai hu mai kya yaha tu hai tu kya na raha koi or na rahega bas rahegi khuda ki khudayi sath jayegi na koi daulat sath jayegi bas ek bhalayi chhod do ye sitam tumko apni kasam kuch daro apne parwar digar se kuch daro apne parwar digar se kuch daro apne parwar digar se kuch daro apne parwar digar se
Explore this song
- Singer: Mubarak Begum
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Chetan
- Film / album: Ganga Mang Rahi Balidan (1981)
- Composer: Prem Dhawan
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actor: Sohrab Modi
- Actor: Hina Kausar
- Actor: Dev Kumar
- Actor: Abhi Bhattacharya
- Actor: Jay Shree T