Roman script

kuch bhi nahi tha, kuch bhi na hoga
aap se pehle, aapke bad 
kuch bhi nahi tha, kuch bhi na hoga
aap se pehle, aapke bad 
pyar nahi tha 
ho pyar nahi tha, pyar na hoga
aap se pehle, aapke bad 
kuch bhi nahi tha, kuch bhi na hoga
aap se pehle, aapke bad 
sapne tumhare aankhe hai meri 
dhadkan tumhari sanse hai meri 
ho ninde tumhari aankhe hai meri
khushabu tumhari sanse hai meri
pyar nahi tha
pyar nahi tha, pyar na hoga
aap se pehle, aapke bad 
kuch bhi nahi tha, kuch bhi na hoga
aap se pehle, aapke bad
zindagi ho tum meri jaan ho tum 
chahat ka meri arman ho tum  
hey sach mai kahu meri pehchan ho tum 
ibadat ho meri iman ho tum
pyar nahi tha
pyar nahi tha, pyar na hoga
aap se pehle, aapke bad 
kuch bhi nahi tha, kuch bhi na hoga
aap se pehle, aapke bad
pyar nahi tha,
ho pyar nahi tha, pyar na hoga
aap se pehle, aapke bad

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Hariharan

actor: Salman Khan, Shilpa Shetty