Roman script

kuchh bhi na kaha

ho kuchh bhi na kaha

kuchh bhi na kaha

ho kuchh bhi na kaha

aur keh bhi gaye, aur keh bhi gaye

kuchh rukte rukte keh bhi diya

kuchh rukte rukte keh bhi diya

kuchh kehte kehte reh bhi gaye

aur keh bhi gaye, kuch keh bhi gaye

ho kuchh bhi na kaha

baate jo jaba pe aa naa saki

baate jo jaba pe aa naa saki

aankho ne kahi, aankho ne suni

aankho ne kahi, aankho ne suni

kuchh hotho pe, kuchh aankho me

kuchh hotho pe, kuchh aankho me

ankahe fasane reh bhi gaye

ankahe fasane reh bhi gaye

aur keh bhi gaye, ho kuchh keh bhi gaye

kuchh bhi na kaha

ho kuchh bhi na kaha

dekhe jo unhe dil kehta tha

dekhe jo unhe dil kehta tha

jab dekha to dekha na gaya

jab dekha to dekha na gaya

kuchh nikle kuch betaab hue

kuchh nikle kuch betaab hue

kuchh armaan

dil mein reh bhi gaye

kuchh armaan

dil mein reh bhi gaye

ho kuchh bhi na kaha

kuchh bhi na kaha

ho kuchh bhi na kaha

Explore this song