Roman script

kuch apna bana ke chod diya 

kuch aag laga ke chos diya 

ye kis jalim ki mahobbat hai 

ye kis jalim ki mahobbat hai 

tufan me lake chod diya 

kuch apna bana ke 

pahle to najar ke sagar me 

halki si gulabi main bharti 

pahle to najar ke sagar me 

halki si gulabi main bharti 

aur hontho pe ungali ko rakh kar 

aur hontho pe ungali ko rakh kar 

pine ke liye bhi na karti 

bedard ne kis bedardi se 

bedard ne kis bedardi se 

sagar ko dikha ke chod diya 

kuch apna bana ke chod diya 

kuch aag lagake 

dipak ne sikhaya tha mujhko 

main hole hole jalti thi 

dipak ne sikhaya tha mujhko 

main hole hole jalti thi 

ik aag daba kar sine me 

ik aag daba kar sine me 

main karwat tak na badalti thi 

par ek aansu ne aankh se gir kar 

par ek aansn ne aankh se gir kar 

dil ka tala tod diya 

kuch apna bana ke chod diya 

kuch aag laga ke

Explore this song