Roman script
kuch alag sa nasha teri bato mein mujhko chhuti hai teri wafa main bhi tere tasvur mein khoi rahu dil lubhaye kyo teri ada kuch alag baat hai tere chaehre mein ho raha hu main tujhpe fida aa chhupa lu tujhko apni palko mein tu hai mere labo ki duaa mere ishq ki tum gujarish mere jine ki tun vajah bejuba mere khamosh lab ne tujhse hai ki iltja tu hai shamil meri in duaao mein de ke jaana na mujhko dagaa aa chhupa lu tujhko apni palko mein tu hai mere labo ki duaa kuch alag sa nasha teri bato mein mujhko chhuti hai teri wafa tut kar tere pahlu mein bikharu itni si hasrte hai meri jis tarf rukh kare bavra man aks aaye najar kyo teri jindgi gumsuda gumsuda si hai bin tere bin tere har dafa kuch alag sa nasha teri bato mein mujhko chhuti hai teri wafa main bhi tere tasvur mein khoi rahu dil lubhaye kyo teri ada kuch alag baat hai tere chaehre mein ho raha hu main tujhpe fida aa chhupa lu tujhko apni palko mein tu hai mere labo ki duaa
Song details
- Singer: Shaan
- Singer: Sushmita Yadav
- Film / album: Love In College (2019)
- Composer: Vinod Kumar VII, Rajesh Ghayal, Shyam Soni
- Lyricist: Rajesh Ghayal
- Actor: Ahsaan Qureshi
- Actor: Anil Yadav
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Priya Gupta
- Actor: Sapan Krishna
Song video
singer: Shaan, Sushmita Yadav