Roman script

mai usse ishq karta tha woh mere sath padhti thi

woh mujhse ruthi rehti thi

na koyi gaur karti thi mujhe ignore karti thi

can' t u see he is in luv with u say i do i do i do

kehde ha ji han ji kehde kehde ha kehde ha kehde ha

kubul karle tu sharma ke na ghabra ke

kubul karle tu halke se ishare se kubul karle

ye ladka bada acha hai ye dil ka bhala lagta hai

agar saat fere kaho jyada bhi le sakta hai

ai sun suna gaya waqt aata nahi

ai chal chal na ye mauka hain jane na de

mai tumse ishq karta hu mai tumpe jan deta hu

agar mano toh arzi leke aaya hu

ke marji ho anguthi pesh karta hu

he is so handsome he iss a dude say i do i do i do

didi abke na mat karna hogi sabki shamat warna

abke shadi mukarna nahi

kubul karle ye mauke ki najakat hain

kubul karle sharifon ki shararat hain

kubul karle barson ki ek mannat hain

kubul karle

gale se surila lage mujhe toh rangila lage

ise kas lo kundli me tum

agar thoda dhila lage aji ji ha

ye sanjog ki bat hain kya ji ji kya

ye mahurat mubarak rahe

tumhe jo bhi pasand hoga wahi meri pasand hogi

agar chahogi rate lambi ho jaye to

mano mai dino ko chhota kar dunga

girl he iss dude too be truly true say i do i do i do i do

didi man bhi jao abb ke abb ke bachhon ki jidd mano

ye mahurat nikal jaye na

kubul karle issi me abb bhala hoga

kubul karle ye kismat me likha hoga

kubul karle jo hona hai wahi hoga

kubul karle

Explore this song