Roman script
khubsurat hai wo itna saha nahi jata kaise ham khud ko rok le raha nahi jata khubsurat hai wo itna saha nahi jata kaise ham khud ko rok le raha nahi jata chaand me daag hai ye jaante hai ham lekin raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata khubsurat hai wo itna saha nahi jata jo mera ho nahi payega is jahaan me kahi ruh ban kar milunga usko aasmaan me kahi pyaar dharati par farishto se kiya nahi jata khubsurat hai wo itna saha nahi jata un nigaaho me mohabbat nahi to kaho aur kya hai par wo mujhse ye kah raha wo kisi aur ka hai zara sa jhuth bhi dhang se kaha nahi jata khubsurat hai wo itna saha nahi jata aankh me kaid kiye baitha main ek hasi lamha jab main is nind se jagunga to dil tutega wo mujhe khwaab koi kyun dikha nahi jata khubsurat hai wo itna saha nahi jata lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: M M Kreem
- Film / album: Rog (2005)
- Composer: M M Kareem
- Lyricist: Neelesh Mishra
- Actor: Irrfan Khan
- Actor: Himanshu Mallik
- Actor: Ilene Hamman
- Actor: Suhel Seth
- Actor: Munish Makhija
- Actor: Akiv Ali
- Actor: Shyamoli Varma
- Actor: Ankur Desai
- Actor: Denzil Smith
Song video
singer: Udit Narayan, M M Kreem
actor: Irrfan Khan, Ilene Hamman