Roman script

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

tu hi hai rasiya hamara

tu hi hai rasiya hamara

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

dub rahi thi naav hamari

kismat se tadeer thi hari

dub rahi thi naav hamari

kismat se tadeer thi hari

treta preta aaj hara

baitha tha khamosh bechara

kahne lagi main kaun hamara

kahne lagi main kaun hamara

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

kaale kaale badal chhaye

door ka sahil najar na aaye

kaale kaale badal chhaye

door ka sahil najar na aaye

majbur the ham lachar the ham

milna tha dishwar kinara

kahne lagi main kaha kinara

kahne lagi main kaha kinara

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

dekhte the duniya wale

dubate the dubane wale

dekhte the duniya wale

dubate the dubane wale

duniya ne fir tujhe pukara

tune bhagwan ha bhagwan

tune bhagwan paar utara

kahne lagi main tujhse hara

kahne lagi main tujhse hara

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

Explore this song