Roman script

koi sapna tod gaya 

koi apna chod gaya

faasle yun huye darmiyaan

jaise wo kabhi mila hi na tha

koi sapna

kaise ye bataaun 

kya guzari hai dil pe

kaise samjhau 

main hu kis bhanwar me

tujhe kya khabar

tujhe kya pata

apna bandhan ho na sakaa

adhura tha main adhura raha

pyasa jivan pyasa raha

jaise wo kabhi humara na tha

koi sapna

tera saya banke 

tere sung rahun main

bhula dun ye duniya 

tumhare liye main

ab aur is dil ko 

nahi  do sazaa

tere bin ye bahaar fizaa

patjhad hai dhuaa hi dhuaa

kate ye din kate na ye raat

kate ye din kate na ye raat

yun ghum ki hui barsaat

koi sapna

Explore this song