Roman script

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

main koi waqt nahi hun ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

main koi waqt nahi hun ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

maine mana tu ghata hai magar itna na baras

maine mana tu ghata hai magar itna na baras

main bhi dariya hu kanaro se ubal jaunga

main bhi dariya hu kanaro se ubal jaunga

main koi waqt nahi hu ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

main tere hath ki rekha hu mujhe gaur se padh

main tere hath ki rekha hu mujhe gaur se padh

kam hui teri mahobbat to badal jaunga

kam hui teri mahobbat to badal jaunga

main koi waqt nahi hun ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

roz aaya na karo usne kaha hai raasit

roz aaya na karo usne kaha hai raasit

aaj sadako pe bhatka lu wahan kal jaunga

aaj sadako pe bhatka lu wahan kal jaunga

main koi waqt nahi hun ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

main koi waqt nahi hun ki badal jaunga

koi mausam ho tere rang me dhal jaunga

Explore this song