Roman script

koi darwaza band ho, na koi khidki

batiya jala do ghar ki

aane wala hai koi

koi darwaza band ho, na koi khidki

batiya jala do ghar ki

aane wala hai koi

galiyo galiyo mein khushiya jhume

bhanware kaliyon ko chume

dil ho gaya kisi ka

galiyo galiyo mein khushiya jhume

bhanware kaliyon ko chume

dil ho gaya kisi ka

kisi ke intzaar mein bhi kya maja hai

kaisa hasi sama hai

aane wala hai koi

koi darwaza band ho, na koi khidki

batiya jala do ghar ki

aane wala hai koi

chahato ke deep jala ke

raaho ko mehka ke, gaaye geet suhana

chahato ke deep jala ke

raaho ko mehka ke, gaaye geet suhana

khushbu ban kar koyi

saanso mein bas gaya hai

ye waqt tham gaya hai

aane wala hai koi

koi darwaza band ho, na koi khidki

batiya jala do ghar ki

aane wala hai koi

aankhon se yu neende udake

dil mein pyar jaga ke, kahin dur na jaana

aankhon se yu neende udake

dil mein pyar jaga ke, kahin dur na jaana

jisne aangan ko mohabbat se sajaya hai

dhadkan ne bataya hai

aane wala hai wo hi

koi darwaza band ho, na koi khidki

batiya jala do ghar ki

aane wala hai koi

aane wala hai koi

aane wala hai koi

aane wala hai koi

Explore this song