Roman script

khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila 

khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila 

mere hone ka matlab mila

koyi mil gaya, koyi mil gaya

ha kaun mil gaya, koyi mil gaya

ho ho ho ho ho ho

oho oho ho ho oho o

yu to hum tum milne ko milte rahe

yu to hum tum milne ko milte rahe

par kyon aaj aisa laga 

koyi mil gaya, koyi mil gaya

ha kaun mil gaya, koyi mil gaya

mujhse milkar kya hota hai ye batlao na

ye batlao na

baat ye hum kaano me kahenge 

pass me aao na, pass me aao na

jo baat tum kahoge wo baat main bhi janu

ye pass me aane ki 

main baat nahi manu

suno na, suno na, suno na

yu to baate karne ko karte rahe

par kyon aaj aisa laga

koyi mil gaya, koyi mil gaya

ha kaun mil gaya, koyi mil gaya

aakar, mere pass me tum ho

jakar bhi ho pass jakar bhi ho pass

is ehsaas ke jaisa koyi aur nahi ehsaas

aur nahi ehsaas

ye jo bhi ho raha hai

kyon janta nahi main

apne hi dil ki baate pehchanta nahi main

pehchano, pehchano, pehchano

dil to apna pahle bhi dhadka kiya 

par kyon aaj aisa laga

koyi mil gaya, koyi mil gaya

ha kaun mil gaya, koyi mil gaya

khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila 

par kyon aaj aisa laga

koyi mil gaya, koyi mil gaya

Explore this song