Roman script

tasveere yaar dil se mitayi na gayi

aansuo se aag ye bujhayi na gayi

aas banke saans me, atki hai unki yaad

lakh chaha bhulna, bhulayi na gayi

koi kisi ka diwana na bane

koi kisi ka diwana na bane

ho teer-e-najar ka nishana na bane

nishana na bane, diwana na bane

koi kisi ka diwana na bane

aag lage, aisi aag ko haye

jiske dekhe se, koi jal jaye

aag lage, aisi aag ko haye

jiske dekhe se, koi jal jaye

aisi shama ka, parwana na bane

aisi shama ka, parwana na bane

ho teer-e-najar ka nishana na bane

koi kisi ka diwana na bane

diwana na bane, diwana na bane

koi kisi ka diwana na bane

dil lagane ko, samajh ke ek dillagi

unke hatho de di, apni zindagi

dil lagane ko, samajh ke ek dillagi

unke hatho de di, apni zindagi

duniya ke hansne ko, bahana na bane

duniya ke hansne ko, bahana na bane

ho teer-e-najar ka nishana na bane

koi kisi ka diwana na bane

diwana na bane, diwana na bane

koi kisi ka diwana na bane

Explore this song