Roman script

koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai

sard hava jab aati hai suyi chubha ke jaati hai

nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua 

koyaliya gaati hai

mitha mitha dard hai mithi mithi pyaas hai

chadhati javaani ka pehla ehsaas hai

baaho me samet lu mahaki bahaar ko

dil kahe rok lu nadiya ki dhaar ko

dolo tum balakhaao bin saavan laharaao

nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua 

koyaliya gaati hai

thandi thandi aag hai bhiga bhiga ang hai

dase tanhaayiya koyi nahi sang hai

saanse hai dhua jalta hai man mera

lehro ke bich me sulge badan mera

rah rah ke ghabaraau jal me na jal jaau

nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua 

koyaliya gaati hai paayaliya chhankaati hai

sard hava jab aati hai suyi chubha ke jaati hai

nadiya ke paani ne chhua kaise bataau kya hua 

koyaliya gaati hai

Explore this song