Roman script

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

dhobiya re dhobiya

dhobiya re dhobiya

rang de chunariya dho de dupatta mora

rang de chunariya dho de dupatta mora

nahi to dharwa dungi tohe

jail karwa dungi tohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

ho halwai ji

ho halwai ji teri unchi dukan hai

fika pakwan hai 

makhiyo ka raza hai tu yahi teri shan hai

ho halwai ji

ho halwai ji teri unchi dukan hai

fika pakwan hai 

makhiyo ka raza hai tu yahi teri shan hai

mohe peda jalebi deja

mohe peda jalebi deja

nahi to pitwa dungi tohe

kode lagwa dungi tohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

o teliya re teliya

o teliya re teliya sun le dafaliya

pan lagate jana are tu pan lagate jana

nahi to faswa dungi tohe

qaid karwa dungi tohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

o majhiya re majhiya

o majhiya re majhiya

chandani ratiya me nadiya me sair karana

chandani ratiya me nadiya me sair karana

nahi to bandhwa dungi tohe

chakki piswa dungi tohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

kotwal daroga apna ke ab dar kahe ka mohe

ke ab dar kahe ka mohe

Explore this song