Roman script

kona kona dil ka gungunaya re

badlo se chand muskuraya re

sapno me kyun ab hasi aaye re

raate bhi hasi lage haye re

hasrato ka jaam phir uthaya re

aashiki ka jashan manaya re

chhalte chhalte khud hi chhali gayi main

chalte chalte kaha tak chali gayi

chhalte chhalte khud hi chhali gayi main

chalte chalte kaha tak chali gayi

ab kadmo ko thaharna har khali ko bharna hai

ab kadmo ko thaharna har khali ko bharna hai

kona kona dil ka gungunaya re

badlo se chand muskuraya re

dhadkan dhadkan jara si bahak rahi hai

chandan chandan jaisi mahak rahi

dhadkan dhadkan jara si bahak rahi hai

chandan chandan jaisi mahak rahi

ishk ko paar utarna jo na socha wo karna hai

ishk ko paar utarna jo na socha wo karna hai

kona kona dil ka gungunaya re

badlo se chand muskuraya re

sapno me kyu ab hasi aaye re

rate bhi hasi lage haye re

hasrato ka jaam phir uthaya re

aashiki ka jashan manaya re

Explore this song