Roman script

taazub ki baat hai badi, yeh aafat jo aa padi

sab dekh rahein hain karke zoom

utha ke bhaag apni dum

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar

jhin chika, jhin chika, jhin chika, jhin chika

jhin chika, jhin chika, aaya kolkata qutub minar

abe ruk-ruk jaata hai kidhar, tu hi toh hai in sabki jad

ab na chalega tera aaj, sona karega yahaan raaj

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar

kuch iss tarah hai haqeeqat

har zab ki hoti hai kimat

tu kaun, main kaun, tera kya, mera kya

kismen hai fayeda, koi shikar, koi shikari

koi raja, koi bhikari, kamini ye kismat leti hai riswat

aisa hai kayeda, soch le jo bhi hua

anjaam toh hai juaa, zindagi hai karobar

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe hai sawaar

aaya kolkata, aaya kolkata ae lo ae lo 

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar

history, mystery bewekoof

ye tikka wala hai tu ruk, raftaar pe ho sawaar

aaya kolkata qutub minar, aaya kolkata qutub minar

aaya kolkata qutub minar, aaya kolkata qutub minar

Explore this song