Roman script

kokh ke rath mein mujhe

rakh kar chalti thi

kitna khush tha main maa

jab main ghabraya tab tu apnaya

teri chunri hi saya tha maa

mere rag rag mein tera naam hai maa

tu hi mere dil ki saans ho maa

tandani na ne tane tandanu

tane nanu ne na

tandani na ne tane tandanu

tane nanu ne na sapno ko khoye hai

apno ko khoye hai inko insaf milta nahi

khun bhi beh gaya chain bhi ud gaya

dar mitane wale koyi nahi

tujhi ko inke khuda banke rehna hai

tujhko karta hu main yakin

tandani na ne tane tandanu

tane nanu ne na

tandani na ne tane tandanu

tane nanu ne na

Explore this song