Roman script

koi sun ke kya karega 
koi sun ke kya karega 
mere dard ka fasana 
mere dard ka fasana 
huaa gam ki bijliyon se 
mera khak aashiyana 
mere aansuo se punchho meri dukh bhari kahani 
mere aansuo se punchho meri dukh bhari kahani 
jo  tadap raha tha bachpan to ujad gai jawani 
na mila mere labo ko na mila mere labo ko 
kabhi khul ke muskurana 
huaa gam ki bijliyon se 
mera khak aashiyana 
kise apna gam dikhau 
koi mera gam na jane 
mare haal per hanse ja yu hi bewfa jamane 
meri jindagi bani hai meri jindagi bani hai 
tere julm ka nishana 
huaa gam ki bijliyo se 
mera khak aashiyana 
koi sun ke kya karega 
mere dard ka fasana 
mere dard ka fasana 
huaa gam ki bijliyon se 
mera khak aashiyana

Song details

Song video

Watch on YouTube