Roman script

ho koi roko ho koi roko
ho koi roko ke hum pyar karne lage koi roko
koi roko ke hum pyar karne lage koi roko
teri surat pe hum yaar marne lage
thandi thandi si aahe yu bharne lage koi roko ho
koi roko ke hum pyar karne lage koi roko ho koi roko
dur rahna zara pas aana nahi
dur rahna zara pas aana nahi
jane kab kya ho koi thikana nahi
teri nazro se bhi teri nazro se bhi 
teri nazro se bhi hum to darne lage koi roko 
ho koi roko ke hum pyar karne lage koi roko 
pyar ki is gali se gujarta hai jo
sab kahe bas yahi jita marta hai wo
pyar ki is gali se gujarta hai jo
sab kahe bas yahi jita marta hai wo
hum isi raste se hum isi raste se 
hum isi raste se gujarne lage koi roko 
koi roko ke hum pyar karne lage koi roko
teri surat pe hum yaar marne lage
thandi thandi si aahe yu bharne lage 
koi roko ke hum pyar karne lage koi roko

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi