Roman script

koi pukare piya piya ho piya piya
koi pukare piya piya ho piya piya
dil o balam teri yaad me
koi pukare piya piya ho piya piya
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me
jab milke bichad jana tha hame
jab milke bichad jana tha hame  
kyu pyar hua kyu nain mile 
kyu pyar hua kyu nain mile
rahe yaha tum rahu vaha ham 
rahe yaha tum rahu vaha fir kaise 
fir kaise dil ko chain mile haye chain mile
fir kaise dil ko chain mile haye chain mile
pal pal roye mera jiya haye mera jiya
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me
tu dekh le aakar tere siva tu dekh le aakar tere siva
hotho pe kisi ka naam nahi hotho pe kisi ka naam nahi
mai tere liye tu mere liye mai tere liye tu mere liye
duniya se duniya se hame kuch kaam nahi 
haye kaam nahiduniya se duniya se hame 
kuch kaam nahi haye kaam nahi
sab kuch hamne bhula diya ho bhula diya
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me
koi pukare piya piya ho piya piya
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me
ek do tin o sajan teri yaad me 
o balam teri yaad me o sajan teri yaad me 
koi pukar piya piya piya piya
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me
o sajan teri yaad me o balam teri yaad me

Song details

Song video

Watch on YouTube