Roman script

ae ki puchhega to kehna 

mai nahi yaha

chhup ke sabse baitha hu

chup ke se mai yaha

koi puchhega to kehna

mai nahi yaha

chhup ke sabse baitha hu

chup ke se mai yaha

khoya hua mai hu apne khyalo me

koi na aaye yha 

kon aya khidki se ye

awaj pe 

kiski khushbu dhimi dhimi 

aa rahi hai ye 

sare jamane se mai dur aya hu

koi na aye yaha 

aaya mai yaha 

dhundoge kahan 

jane kiski dhun me duba 

khoya hai jahan

koi hamdam koi sathi

dhunde sab yaha 

mere to khwabo me 

pariyon ke mele hai 

har dil akela yaha

aaya mai yaha  

dhundoge kahan

Explore this song