Roman script

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

aaj mai kuch bhi mangti mil jata 

aaj mai kuch bhi mangti mil jata 

bin mange mili hari chudiya 

gori kalai me khan khan ye bole 

gori kalai me khan khan ye bole 

kano me sinduri sangeet ghole 

sajanva ayenge tumko lejayenge 

kahe bar bar ye dewani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

jane sajanwa ne kaise ye jana 

jane sajanwa ne kaise ye jana 

lage yahi rang mujhko suhana 

kajra ho bindi ho mahawar ho mehandi ho 

sola singar ki hai rani chudiya

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

har ek suhagan hai inki saheli 

har ek suhagan hai inki saheli 

jitni purani hai ye utni naveli 

sone ki hire ki na na na 

shishe ki duniya ne shub sada mani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

aaj mai kuch bhi mangti mil jata 

aaj mai kuch bhi mangti mil jata 

bin mange mili hari chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya 

koi pehna gaya pyar se pyar ki nishani chudiya

Explore this song