Roman script

koi patta hile hawa to chale 

koi patta hile hawa to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

tu sitam se na khich hath abhi

tu sitam se na khich hath abhi aur kuch din

aur kuch din ye silsila to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

manzile khud karib aayengi

aye azizano kafila to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

shahar ho gaav ho ya ghar apna

shahar ho gaav ho ya ghar apna aabdana hi

aabdana hi uth gaya to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

har kisi se mila karo ki safar

kaun kaisa hai kuch pata to chale

kaun kaisa hai kuch pata to chale

kaun apna hai ye pata to chale

koi patta hile hawa to chale

koi patta hile hawa to chale

Explore this song