Roman script

koyi na koyi chaahe, koyi na koyi chaahe

humsafar jindagi ye

koyi na koyi chaahe

bahut akele ji chuke hai 

thak ke tanha ab ruke hai

keh rahi aawaaragi ye koyi na koyi chaahe

kaise jalaaye kahaan din bujhaaya

koyi to ho jise hum bataaye

ab to hamein koyi apna bulaaye

khaamoshi hum kahaan tak nibhaaye

koyi na koyi chaahe humsafar jindagi ye

koyi na koyi chaahe

bahut akele ji chuke hai 

thak ke tanha ab ruke hai

keh rahi aawaaragi ye koyi na koyi chaahe

koyi to hamse bhi rakh le ummidein

koyi tamannaye hamse saja le

jaise mili ho wajah jindagi ko

aisa koyi hamse milke jata de

koyi na koyi chaahe humsafar jindagi ye

koyi na koyi chaahe

bahut akele ji chuke hai 

thak ke tanha ab ruke hai

keh rahi aawaaragi ye koyi na koyi chaahe

Explore this song