Roman script

koi na jab tera sathi ho to chal mere man tu akela 

kya hai bharosa kb tak rahega ye zindagi ka mela 

koi na jab tera sathi ho to chal mere man tu akela 

apni dagar par to chal jhum kar kahe ka gum hai kahe ka dar 

rahein badi albeli hai raahi hai tu albela 

koi na jab tera sathi ho to chal mere man tu akela 

kya hai judai kya mel hai kya hai judai kya mel hai 

bas dhup chhaon ka khel hai jeena usi ka jeena hai 

jo zindagi se khela 

koi na jab tera sathi ho to chal mere man tu akela 

bas saath leke apne karam jag se akele jayenge hum 

jeewan hai kya bas aaya gya paani ka jaise raila 

koi na jab tera sathi ho to chal mere man tu akela

Explore this song