Roman script

koi naa jane bhagy ki baate jane bhagyvidhata re 

kyu ye duniya dol rahi hai andhkar kyu chhaya re 

sare rishte huye paraye aisa ghav lagaya re honi to hoke rahe

ye jo dharm hai ye jo karm hai raah aasan hoti hai inki nhi

ye jo saty ki kyu asty se nav jo dilti hai sabhlti nhi 

ye jo yudhd ki bhai bhai mein aag aisi lagi hai ki bujhti nhi

honi to hoke rahe 

chhute hai rajmahal ab vanwas ki chhaya hai 

jitne bhi paap kiye mein jag mein fal uska paya hai 

anjani raaho mein kyu man jaane ghabraya hai 

bhakti se shakti paye yahi samkh me aaya hai 

dekhi jo hanimaan ki maaya kaisi maaya hai 

tuta hai ahankaar to bhim samjh ye paaya hai 

ye naya sawera aaya hai jisme ek deep jalaya hai 

sau hathi ka bal paya ye ishwar ki maaya hai 

shiv aur parvti dono ne arjun ko bhi gyaan diya 

shaktishali dhanush se uski bhakti ka samma kiya honi to 

hoke rahe kaise hai ye khel samay ke badle kya kya rup re

kahi chhanv mein jivan hai re kahi kadi hai 

dhup re honi to hoke rahe

Explore this song