Roman script

koi mil gaya, koi mil gaya, koi mil gaya

mujhko kya hua hai, kyoon mai kho gaya hoon

pagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon

behki hain nigahein, aur bikhare hain baal

tumne banaya hai kya, apna yeh haal

koi mil gaya koi mil gaya, mera dil gaya mera dil gaya

kya batau yaro, kya batau yaro, mai to hil gaya, mai to hil gaya

koi mil gaya, mil hi gaya, mil gaya 

aey mil hi gaya mil gaya, mil hi gaya mil gaya

mujhko kya hua hai, are kyoon mai kho gaya hoon

aey, pagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon

behki hain nigahein aur bikhare hain baal

tumne banaya hai, kya apna ye haal

koi mil gaya koi mil gaya, mera dil gaya mera dil gaya

kya batau yaro, kya batau yaro, main to hil gaya main to hil gaya

koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya

are mil hi gaya mil gaya

jane kya ho gaya hai mujhe, deewana log kehne lage

ye deewanegi hai kya, hume bhi to ho pata tumko kya ho gaya

are, kal tak mujhko sabh hosh tha dil me khushiyo ka josh tha

phir ye baichainey hai kyon 

phir ye betaabi hai kyoon kya koi kho gaya

koi mil gaya koi mil gaya o, mera dil gaya mera dil gaya

kya batau yaro, kya batau yaro

o, mai to hil gaya mai to hil gaya

koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya

aey, mil hi gaya mil gaya

badal ban kar kaun aa gaya, kaun hai jo dil pe yoon chaa gaya

chahoon ke batau main

phir bhi keh na pau main naam uska hai kya

o, naam na lo par kuch to kaho halka sa koi ishara to do

meri aankhon mein hai woh 

meri sanson mein hai woh, aur kahoon tumse kya

koi mil gaya koi mil gaya, mera dil gaya o mera dil gaya

kya batau yaro, kya batau yaro

mai to hil gaya mai to hil gaya

koi mil gaya mil hi gaya mil gaya

aey, mil hi gaya mil gaya

mujhko kya hua hai, kyoon mai kho gaya hoon

pagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon

behki hain nigahein aur bikhare hain baal

tune banaya hai, kya apna ye haal

o, koi mil gaya koi mil gaya

are, mera dil gaya mera dil gaya

kya batau yaro kya batau yaro

o, mai to hil gaya mai to hil gaya

koi mil gaya, mil hi gaya mil gaya

mil hi gaya mil gaya, mil hi gaya mil gaya

o, mil hi gaya mil gaya

Explore this song